Sunday, November 1, 2009

Mujhe dost banakar kaha- Tum Meri Ho.....
Mujhe pyaar se apnakar kaha- Tum Meri Ho....
Mujhe bhula kar kaha- Tum Meri Ho....
Wapas bula kar kaha- Tum Meri Ho...
Sabse chupa kar kaha- Tum Meri Ho....
Ehsaaso mitakar kaha- Tum Meri Ho...
Yaado ko jala kar kaha- Tum Meri Ho...
Dafnane ke baad mitti ko hata kar kaha- Tum Meri Ho.....

No comments:

Post a Comment